5 खतरनाक Reasons[causes] of back pain[kamar dard]in hindi

 5 खतरनाक Reasons[causes] of back pain[kamar dard]in hindi

back pain
back pain

 

Jesa ki hm sb log Jante hai. Aj kl ke time mein back pain[kamar dard] ki preshani aam bt hai. Ganto office mein kam krne ki wjh s , ek bari mein kai gante bethe rehne se bhi back pain[kamar dard] start ho jata hai. Back pain[kamar dard] ki bohot si wjh ho skti hai. Magar un sbmese 5 main back pain[kamar dard] reason[causes] niche diye gye hai or sth hi sth mein unhe thik krne ke upaye bhi niche diye gye hai.


IMPORTANT:-   back pain[kamar dard] ko thik krne ke niche last mein diye gye hai.


Slipped disk


 Disk slipped
 Disk slipped


Hmare body mein ek disk nam ki layer hoti hai jo hmare backbone ki 7 bones ko protect krti hai. Ab ap log puchege ki kis trh?? To vo is trh ki ye layer hmare roj ki activities mein hone wale shocks jese chalne mein, khelne mein, bhaagne mein etc ko absorsbs kr leti hai or bone ko bachati hai.

Mje ki bt yeh hai ki is layer mein 2 parts hote hai . ek andr ka soft layer or ek bahr ka hard layer. Injury etc ki wjh se andr wali soft layer ko nuksaan pahuchta hai jise disk slipped kaha jata hai. Yeh ek bhayanak खतरनाक ehsaas hai .

Or ism ek bt or hai ki agr ye disk apke nerver system ko bhi press kr de slip hokr tb to apko pain ke sth nerver issue bhi ho skta hai jo ek painful experience hai.
Ise thik krne ke liye apko surgry krani pdti hai Or JLDI se jldi doctor ki raye leni pdti hai .

 Disk slipped hone ka pta kese kre?? Agr apko niche diye gye lakhsan lgte hai to syd apko disk slipped ki preshani hai!!!
Body ke k side mein pain hona
Apne leg or arms ko felane mein dard hona
Rt ko sone time krvate lene mein dard mehsoos krna
Khane or bethne mein dard hona
Thodi dhur tk chalne mein drd ho jna
Jalne jesa mehsoos hona


Sciatica





Sciatica ek nerve hoti hai jo hmari backbone ki starting se hote hue hmari hips se dono legs tk jati hai. Yeh nerve  hmari body  ki sbse long nerve hoti hai or sbse jyada important bhi. Is nerve ka sidha connection hamri dono legs ke control se hota hai . iske disbalance hone ki wjh s apka apke legs pr control nhi rehta jise sciatica kehte hai.

Sciatica ka pta kese kre?? Uski nishaniya niche di gai hai!!!!!

Hmari leg mein pain ho rha hai or vo hilne, chalne etc se or bd jaye to.
Apne legs mein kamjori mehsoos hona
Pins chubne jesa feel hona
Legs pr control mehssos nhi hona
Jalne jesa mehssos hona

Kidney stones





Kidney stones crystal k bne hue mass ke tukde hote hai. Yeh hmari kidney mein khi bhi bn skte hai. Yeh ek painful situation hoti hai. Iske boht types hote hai calcium , cystine, struvit etc magr hm uspr na jate hue iske nishaniyo or inhe thik krne ki or dhyn dete hai:

Nishaniya:-
Urine mein blood aana
Vomiting hona
Urine ka colour change hona or fuel ki smell aana
Fever ana
Thodi thodi der mein urine aana
Pain hona


Sprains and strains





Sprains or strains physically lgne wali chote hai. Yeh 2 alg chije hai isme mein moch aana  thoda jyda weight uthane s muscel ka mud jana , ghutne ke joint mein chot lgna, uchai se kudne se per mud jana etc in sbme shamil hai.

Sprans and strains ka pta kese kre??
Sprains and strain ka pta unke hone pr hi chalta hai. Magar kbhi kbhi Sprans and strains bina kuch kre aa jati hai jo hi boht bhayanak dard deti hai. Isme pain hona, swelling hona, hil na pana, chal na pana, avaj ana shamil hai. Isme per hath ghutne ka mud jan bhi shamil hai. Jinka pta hone ke bd hi    chalta hai.




Spinal cord abscess


Spinal cord
Spinal cord


Spinal cord abscess ek km pain wali preshani hai . jo apke backbone ko permanent damage kr skti hai. Isme apke tissue mein sujan aa jati hai jo ki ek dardnak ehsaas hota hai. Isko thik krne ke liye srgrey ka istemal hota hai or yeh boht rare hoti hai.

Spinal cord abscess ki nishaniya:-
Dard ka br-br achanak se uthna
Tej chubhan si leg or arms mein hona
Weakness hona
Abscess wali area mein kuch mehssos na hona
Lose of control of legs and arms
Fever 




Thik krne ke upaye:-